Best friendship shayri
Guys, Agr ap dost shaayari sunna chahte ho ya apne dost ke liye shaayari send krna chahte ho… To ap ekdm sahi jagah aaye ho… Mene aj ki is post mein dost ke upr kuch behtreen shayariya dali hai jo apke doston ko bahut pasand aayegi…
To chaliye shuru krte hai –
-
Mere dost Tu hai mere liye Rahat,
Mere dost Tu hai mere liye Rahat,
Bhale hi Tu mujhe mane koi aafat, Mere dost Tu hai mere liye Rahat,
Hamara kya hai ham to karte hai dosti ki ibadat,
Ye butter is liye laga Raha kyuki mujhe Chahiye tere birthday ki davat..,…… -
Mangi thi dua rab se
Mangi thi dua rab se
Dost aise dena jo alag ho sabse
Usne mila diya apse or kaha
Sambhalo inhe ye anmol hai sabse -
Hamari aur manoj ki kismat aur adat same hai
Hamari aur manoj ki kismat aur adat same hai
Gf hai nahi
Likhne ka shauk hai
Dosti pakki hai
Honi arrange marriage hai -
Khuda Ne Aagar Dosti Ka
Khuda Ne Aagar Dosti Ka
Rashta Na Banaya Hota
Toh Insan Kabhi
Yakeen Na Karta…
Ki Ajnabi Log Apne Se Bhi
Pyaare Ho Sakte Hai.. ❤️ -
tusse dosti to ki thi bat k lie
tusse dosti to ki thi bat k lie
par yeh dosti kab nohabbat me badal gyi pta hi n chala -
Ek tamanna thi jo ab hasrat ban gyi !!
Ek tamanna thi jo ab hasrat ban gyi !!
Kabhi dosti thi ab mohhabat ban gyi !
kuch iss tarah shamil huye aap zindagi main ki !
aapko sochte rehna humari aadat ban gyi -
Jise dil ki kalam or bhrose ki ink kahte hai
Jise dil ki kalam or bhrose ki ink kahte hai
Use lamhoki kitab or yadoki kavar kahte hai
Yhi oo subject hai jise log Dosti kahte hai -
Maine mere apno ko badalte dekha hai
Maine mere apno ko badalte dekha hai
mere sapno ko jalte dekha hai
Yeh pyar mohabbat dosti jaise riston ko
Matlb se judte dekha hai. -
Dosti achi ho to rang lati hai
Dosti achi ho to rang lati hai
mitrata gehri ho to sbko bhati hai
Dosti nadaan ho to tutt jati hai
Prr agr dosti apne jesi hi
To ethaas bnati hai -
Wo mulakat kuch adhuri si lagi.
Wo mulakat kuch adhuri si lagi.
Paas hokar bhi duri si lagi.
Hothon pe hasi ankhon me nami
, Pehli bar kisi ki dosti itni zaruri si lagi.
Read more friendship shayri Click here